बेसन के इस्तेमाल से चेहरा इतना गोरा खूबसूरत कर देगा ये नुस्खा | skin whitening | gora hone ka upay

Hello doston  
               
Tho me aaj apke liye lekar aya hu ek aisa gharelu upaye jiske Istamal se aap chere ka kala pan dur karpayeng aur chere ko gora bright aur fair karpayeng doston Hum sabhi Jante hai ki Besan hamare Chere ke liye kitna hi zada upayogi sabhit hota hai sabke ghar mai Besan hota hai hamare desh ke log Besan ka Istamal najane kitne dino se karte aareh hai apne Chere ke kale pan ko dur kar ne ke liye aur chere ko saaf Sutra aur gora banane ke liye. Doston aaj me besan ke sath 2aise kamal chijo ka Istamal karunga  dono bhi chije natural hai aur aap chere ke kale pan ko dur kar ne ke liye bhout upayogi hai. Doston ye nuskha itna effective hai jab aap lagayenge tho iska asar apko 3,4 din me hi dikhne lagega  doston ladke ya ladki ya hareko hi is nuskhe ka Istamal karsakta hai aur apne Chere pe ek nikhar ek kanti ek gora pan lasakta hai.
   
Tho doston  Aap ko ek katore me ek chamach Besan lena hai uske baad doston mila na hai tho ek chamach ke aas paas Aalo Vera gel mila na hai Aalo Vera gel apko dukan ya medical store me miljayga aur apke ghar ke aas paas koi Aalo Vera ka podha hai tho use thod Kr uske under ka gel hota hai vobhi nikal kar le sakte hai aur doston Aalo Vera gel ki khasyat ye hoti hai ki Aalo Vera gel apke Chere ka kala pan dur karsakta hai pimple's ya dagh dabbhe ho bhi thikh karsakta hai tho doston Besan aur Aalo Vera gel mila Kr usme aur ek jis add karenge vo hai. 
    
Almond nareshing cream ye apko market me miljaygi almond matlab Badaam. Badaam ke under aise tatva hote hai ki apke Chere par ek alag hi Nikhar ya Gora pan lane me bhout hi upayogi hai doston. Sabko ko mix Karlene hai fir apko Karna Kya hai sabse phale Chere ko dholena hai normal water se chere ko dhole fir Lep ko haat me lekarke face par apply kare ke masaj kijiye ye Lep apke Chere ke liye bhout hi zada upayogi hai pest ko lagana ne ke baad kam se kam 30minutes ya 1gante tak rakhe fir Norma water se chere ko dhole fir uske baad aapka chera gora aur fair dikhne aur ha doston aapko hafte me 3,2 bar hi lagana hai.
    


Comments

  1. Kya likha hai sir nice blog and jo apne bola hai blog me mene try Karke dekha bhout acha hai

    ReplyDelete

Post a Comment

Multani Mitti face pack for men's

Multani Mitti face pack for men's

7 Bedtime Beauty Hacks To Follow For Glowing Skin