Posts

7 Bedtime Beauty Hacks To Follow For Glowing Skin

Image
7 BEDTIME  BEAUTY  HACKS T O   FOLLW  FOR   GLOWING   SKIN  Before you go to bed tonight, try these beauty tips and wait for the magic of glowing skin to appear in the morning   For most, bedtime is something they look forward to all day, sometimes right from the moment they've woken up. After a long and tiring day of chores, work and everything in between, it is finally that time when you can shut off your mind and allow your body to recuperate throughout the course of the night. As part of your body, did you know that your skin is privy to the replenishing process that takes place while you sleep? While muscles repair themselves and aches fade away, hundreds of thousands of cells that make up the skin that covers your body also work hard while you are snoozing. If you want to wake up to plump and glowing skin that looks back at you in the mirror in the morning light, then don't forget how important bedtime is for it. However simply f...

सुबह बासी मुंह पानी पीने से शरीर में क्या होता है जानिए पौरो तले जमीन खिसक जाएगी

Image
Hello friends  Doston aapko pata hai ki subhe uttkar aap jo chij pahele khate hai usse ye decide hojata ki hum log kitna swast rehenge. Aap jo log subhe uttkar sabse pahele bed tea lete hai  jaahir hai unki tabayat tho karab hogi hi chahe aapko bed tea ka  result aaj na mile lekin kuch salo baad apke body ka pitta badjayga tab apko Hormones Imbalance ki kahi bhimari ya jase Diabetes aur Thyroid ho sakti hai ab kuch log khate hai Diabetes methe se hoti hai Lekin doston Diabetes hone ka karan metha khane se nhi galat lifestyle galat khanpan hai vase hi hi motape ki baat kare ab kuch log ko lagta hai ki motapa zada khane se hota hai doston me apko bata du motapa zada khane se nhi galat khane se hota hai aaj me bataunga ki basi muh pani pene ke Kya fayde hai. Ab aap kahenge ki yeesab jaana zaroori kyu hai Hum tho bachpan se pani Pete aarhai hai tho pani pena yebhi koi sikhane wale baat hai Kya doston me apko bata du ki pani humari body ka sabse important elem...

बेसन के इस्तेमाल से चेहरा इतना गोरा खूबसूरत कर देगा ये नुस्खा | skin whitening | gora hone ka upay

Image
Hello doston                   Tho me aaj apke liye lekar aya hu ek aisa gharelu upaye jiske Istamal se aap chere ka kala pan dur karpayeng aur chere ko gora bright aur fair karpayeng doston Hum sabhi Jante hai ki Besan hamare Chere ke liye kitna hi zada upayogi sabhit hota hai sabke ghar mai Besan hota hai hamare desh ke log Besan ka Istamal najane kitne dino se karte aareh hai apne Chere ke kale pan ko dur kar ne ke liye aur chere ko saaf Sutra aur gora banane ke liye. Doston aaj me besan ke sath 2aise kamal chijo ka Istamal karunga  dono bhi chije natural hai aur aap chere ke kale pan ko dur kar ne ke liye bhout upayogi hai. Doston ye nuskha itna effective hai jab aap lagayenge tho iska asar apko 3,4 din me hi dikhne lagega  doston ladke ya ladki ya hareko hi is nuskhe ka Istamal karsakta hai aur apne Chere pe ek nikhar ek kanti ek gora pan lasakta hai.     Tho doston  ...

How to use Vitamin E capsule

Image
Hello Viewers         Tho aaj ham baat karne wale hai  Vitamin E capsule ke baare mai tho yee capsule apke hair aur skin bhout fayde mand hai ye capsule ke sahi Istamal se aap Ringcals  se bachsakte hai  Chapped lips ko mulayam bana sakte hai aakho ke niche Dark circle bhi thikh karsakte hai yaha tak hi stretch mark ko bhi asanise thikh karsakte hai yehi nhi aur bhi khi fayde hai vitamin E capsule ke tho esike baare mai aaj apko batane wala hu. Tho Vitamin E  ka ek pocket karib 20 ya 30 rupees ka ata hai aur ye Capsule apko kisibhi medical store mai miljaygi tho sirf itna Karna hai jo capsule reheti pin se chedh Karna hai usmai jo gel  reheta hai vo nikal lena hai. Aap chahe tho directly gel face pe laga sakte hai  chahe tho usmai Olivia oil bhi dal sakte hai jiseki gel ko lagana aur bhi zada asan ho jayega agar aap Olivia oil nhi Istamal karte tho usmai koi bhi tel laga sakte hai . Vitamin E mai payejane wale antioxidants hamare sk...

Multani Mitti face pack for men's

Image
ad Hello friends, Tho mai aaj batane wala hu ki          ( Multani  Mitti ) ka Face pack Men's   ke liye kese use hota hai.  Tho friends ( Multani  Mitti ) ke bare mai apne suna hi hoga Multani Mitti ko प्रकृति ki  sabse achi Mitti mani jati hai Multani Mitti ke bhout se fayde hai aap ise apni zarurat ke hisab se laga sakte hai agar apke cheher par bhout adhik matra se Pimples  nikal aye hai tho ise durr karne ke liye.     (Step-1) Aap 3chmach Multani Mitti ko saaf Pani mai beego ke aur thodi dher tak narm hone ke liye rak de. Jab Mitti narm hojaye tho usmai 1chmach limnu ka ras milake aur 3 se 4 bunde Tea Tree Oil ki dale aur is mixture ko apne Chere par lagaye. Aur ise sukh ne tak apne Chere par rakhane de. Phir thande pani se Chere ko wash karle ise nuskhe ko aap 1din chodkar 1din lagaye isse aapki sabhi Khil  ya Muhase saaf hojayen ghe. (Step-2) Mitti ko milk mai begokar 20min ke liye chod d...

Morning Teenagers Skincare Routine

Image
 Hello guys  Skincare routine follow Karen se phale makesure apko apni skin type ko Janna hai kyu ki Galat skin product mai invest Karen se kuch bhi nhi milega vo apki skinpe alag hi react karjayga tho sab se phale apko apna skin type janlijiye whether give have  a Dry skin, Oily skin, Sensitive skin, Normal skin ya phir combination skin mene sare skin type ke according products dale hai.  Tho morning mai sabse phale uttke apko Kya Karna hai khali pet ek glass Pani peena hai hai makesure Karna hai aap kuch bhi mat le sabse phale apko Pani peena hai normal plane water fridge ka pani nhi hona chahiye normal plane water Peene se jitne bhi toxicn hoti hai vo apki body se release hojati hai & apko Pimples ki problem hai tho usebhi relief milta hai  Step-1   It's Face wash ise prepare Karne ke liye apko ek bowl Mai 1/2 tsp Besan lena hai than iskeunder 2tsp milk add Karna hai and ise acchese mix Kar lena hai than apne banaya face wash ko gent...