सुबह बासी मुंह पानी पीने से शरीर में क्या होता है जानिए पौरो तले जमीन खिसक जाएगी

Hello friends 
Doston aapko pata hai ki subhe uttkar aap jo chij pahele khate hai usse ye decide hojata ki hum log kitna swast rehenge. Aap jo log subhe uttkar sabse pahele bed tea lete hai  jaahir hai unki tabayat tho karab hogi hi chahe aapko bed tea ka  result aaj na mile lekin kuch salo baad apke body ka pitta badjayga tab apko Hormones Imbalance ki kahi bhimari ya jase Diabetes aur Thyroid ho sakti hai ab kuch log khate hai Diabetes methe se hoti hai Lekin doston Diabetes hone ka karan metha khane se nhi galat lifestyle galat khanpan hai vase hi hi motape ki baat kare ab kuch log ko lagta hai ki motapa zada khane se hota hai doston me apko bata du motapa zada khane se nhi galat khane se hota hai aaj me bataunga ki basi muh pani pene ke Kya fayde hai. Ab aap kahenge ki yeesab jaana zaroori kyu hai Hum tho bachpan se pani Pete aarhai hai tho pani pena yebhi koi sikhane wale baat hai Kya doston me apko bata du ki pani humari body ka sabse important element hai.
Humne bachpan se suna hai hamare body 5 tatvo se milakar bani hai inn 5tatvo me pani bhi ek element hai lekin Kya apko ye pata hai ki pani inn 5tatvo me sabse zada element hai balki humari body me 70% tho pani se hi bani hai aur 30% baki 4 elements  rehejate hai 70% agar hamari body pani hai isliye tho doston Ayurveda pani se Jude hu he dero niyam hai Ayurved kheta hai aur koi niyam Ka palan Karo  ya Na Karo atlist pani se Jude niyamo ka palan har ek ko Karna chahiye kyu ki doston khaye bina tho insaan kuch din tak zinda rehesakta hai lekin peye bina insaan zinda nhi rehesakta isliye doston pani se judi huhi baato ko dyan rakhana zaroori hai me apko ye chij kyu keheraha hu kyu ki doston pani pene ka tarika hi hume nhi pata aap ne dekha hoga kuck log cold water ( ठंडा पानी ) pete hai kuch log hotwater (गरमपानी) pete hai kuch log  खड़े होकर,  बैठ कर,  Glass से,  Bottle से,  हाथों से  pani peete hai khene ka matlab hai har ek insaan ka pani peene ka tarika alag hai isliye doston me aaj apko kuch yese niyam batane wala hu jine aap apnakar aap zindagi bar swast rehe sakte hai or wo sare niyam pani se Jude huhe hai kyu ki  isliye pani Jesa mene aapko bataya ki pani apne body ke liye kitna zada important hai isliye me apko bataunga ki subhe uttkar basi muh pani pene se body me Kya hota hai aur kon konsi bhimari ya hai jo thik ho sakti hai. Ab aap kahenge basi muh pani pena zaroori kyu hai. 
Doston basi muh ke vase bhi bhout fayde hai jab aap subhe utte hai basi muh ke jo Laar (लार) hai ye humre liye amreet (अमृत) ka kam karti hai lekin Hum jab subhe uttkar sabse pahele brush karlete hai tho jo Laar hoti hai wo muh se baar nikal jati hai  jis Laar se fayde Karna chahiye tha uss Laar ko Hum baar hi fekdete hai. Ab ye basi muh ki Laar hoti hai ise aap apne aakho ke niche Dark circle ko lagaye tho aakho ke niche ke dark circles thik hosakte hai yehi basi muh ki Laar agar aap apne pimples par lagate hai tho  pimples sebhi chutkara pasakte hai itna hi nhi doston research's ye Kiti hai ki humari Laar me Painkiller ke guun hote hai aap ise aisa samje jap bachpan me humari ungli par chot lagti ti tho ek dum se ungli muh me dal letethe use humara khun behena bhi band hojata tha aur ungli ka darad bhi kam hojata tha ye dard kyu kam hota tha kyu ki aap ki Laar jo thi wo aapki ungli ki uss gaav par lagjati thi aap ne dekha hoga ki aksar Jaanwar apne gaav ko chate hai hume lagta hai ki ye kasi bevkhufi kar rahe hai lekin doston ye kudrati hai jab Jaanwar apne gaav ko chat ta hai tho uske gaav par wo Laar lagjati hai. Laar Anti fungal and Antibacterial hai ye Painkiller ka kam karti hai ek tho yee humari gaav ko jaldhi thik karti hai Dusraa ye dard ko bhi kam karti hai isliye doston basi muh ki jo Laar hai wo apke pet me zaroor jani chahiye kyu ki ye Digestion me madat karati hai ye humre pet ko swast rakhti hai aur jab aap subhe utte hai basi muh pani peenge tho basi muh ki Laar apke pet me jaygi jise aap ka pet swast rehega. 
Ayurved ye kheta hai ki  har ek insaan ka pet swast rehena chahiye humara pet hi sare bhimari ki Janni hai agar aap ka pet karab tho aapko 100 taraki bhimari hosakti hai chahe wo Diabetes, Arthritis, High bp, Cancer ye sari bhimari ya tabhi aati hai jab humara pet karab hota hai aur pet tabhi karab hota hai jab humara khanpan galat hota hai jiseki pani se Judu hu niyam manlijiye aap tanda pani perahe hai tho ise aap ka pet karab hoga aap ka vazan bhi bade ga lekin vahi agar aap basi muh gunguna pani peete hai use aap ka pet swast rehega aur aap vazan bhi gatne lagega tho aahi ye Jante hai pani peene ke Kon konse fayde hai milege subhe basi muh pani  peete hai doston jab aap subhe utte  basi muh 1,2 glass Halke gunguna pani pejiye sirf itna Karne se hi aap ki High blood pressure ki problem hamesha ke liye katam hojaygi. 
High bp jise Hypertension Silent killer bhi kaha jata hai silent killer ka matlab hota hai ye se Bhimari apki Jaan bhi jaa sakti hai me apko sahi me bata du apko high blood pressure hai tho aap ki maut ho sakti hai kyu ki doston high blood pressure humara khun jo ganda hota hai aur ye ganda khun Arteries blockage paida karta hai Dil ko zada kam bhi Karna padta hai is karan se Heart failure ke karan apko heart attack bhi aa sakta hai isse alava doston high blood pressure ke case me humari dimaag ki  naso me pressure bad jata hai jiseki apko Brain stroke aa sakta hai aur apko Paralysis ya ni ki (लकवा) ho sakta hai agar aap sari bhimari yo se bachna chahte hai tho high blood pressure ki problem ko katam Karna hoga aur iske liye sabse badiya hai subhe uttkar basi muh gunguna pani ka sevan Karna lekin high blood pressure ke liye agar aap chahe tho 3 se 4 glass bhi peesakte hai jitna bar pet pani peesakte utna peeye utna jaldhi apko high blood pressure se aaram milega 3 se 4 mahine me aapka purane se bhi Purana blood pressure thik hojayga.
 Iske alava doston kabhi bhi apke Kidney me stones  hojay tho aapko kahi doctor ke pass Jane ki zaroot nhi hai doston basi muh gunguna pani peene se Kidney stones thik ho sakta. Kabhi doston basi muh gunguna pani peete hai tho yee apki puri body ko Detox karta hai dhere dhere jab aap ka pet saap hoga khun saap hoga tho kidney stones automatically katam hojayga.Doston humari body ke under jo Immunity hai wo tho Cancer ko bhi thikh kardeti hai ye kidney stones Kya chijs hai buss apko subhe uttkar basi muh  gunguna pani zaroor peena  aur jo log bed tea lete hai unko bed tea lena zaroor band Karna chahiye vase tho chai peena body ke liye acha hai hi nhi lekin bed tea tho sabse galat hai. 
Ab agala hai doston agar aap basi muh gunguna pani peete hai tho ise aap ka vazan bhi kam hota hai bhout se log aajkal motape se pareshan hai log khate hai hum khate bhout kam hai firbhi mote hai doston karan ye hai aap khate tho bhout kam hai lekin pani galat peete hai. Tanda pani peete hai jab aap tanda pani peete hai tho usse humara Metabolism karab hota hai sath hi sath humare pet me Constipation ki problem hojati hai aate sikud jati hai ise karan se doston logoka vazan badne lagta hai sath hi sath aap pani ko ekdum se peejate hai yani ki sip sip karke nhi peete tho aap ke pet ke under Laar kam jati hai jisse aap ka digestion karab hota hai agar aap kade hokar pani peete hai tho bhi ye pani apke pet me bhout speed se jata hai fir pet me pressure paida karta hai jisse ki aap ka digestion karab hota hai tho pani se Jude huhe ye niyam hai ki pani ko apko gut gut kar hi peena chahiye  pani ko tanda nhi peena chahiye pani ya tho gunguna peejiye ya tho normal temperature pe peejiye pani ko hamesha betkar hi peena chahiye aur khana khane ke baad bilkul bhi nhi peena chahiye kam se kam 1HR ka gyap zaroor rakhe doston ye niyam aap apnate hai aur basi muh gunguna pani peete hai tho aap ka vazan tezi se kam hoga vazan kam karne ke liye aap chahe dieting ya exercise Karo ya Na Karo lekin pani peene ke niyamo ka palan Karo tho aap ka vazan 2 se 3 mahine me hi kam hojayga.
 Iske alava  doston apke Chere par pimples nikalte hai tho aap sochte honge ki kahi taraki cream lagakar ya medicine lene se pimples thik hosakte tho nhi doston Chere ke pimples ka karan hai apke khun ki gandgi aur khun ki gandgi ka karan hai pet me gadbadi jab aap basi muh gunguna pani peete hai tho usse aap ka pet swast hoga tho pet swast hone se aap ka khun bhi saap hoga khun saap hone se doston pimples apne aap gayap hojayenge doston pimples hote khun ki gandgi ke vajse Jesa apko mene bataya.Ab khun ganda hai tho is gandagi ko Khi tho khi nikal na tho hai gandagi humare Chere par pimples ke roop me nikalti hai aap kitni bhi medicine ye creams kyu Na lagale jab tak aap ka pet saap nhi hoga tap tak apke pimples ki problem dur nhi hone wali.
Tho iska alava doston agar aap Arthritis yani ki (गठिया)  se pareshan hai tho apke liye basi muh gunguna pani  bhout hi acha hai. Doston Arthritis ki problem ka men karan hai body me (पित्त) ka badna aur body me Acidity ka badjana body me acidity badti hai pani kam peene se aur acid wala khane ke vajese sath hi sath jab pet karab hota hai tab Acidity bad jati hai  is acidity thik Karna hai tho subhe uttkar basi muh gunguna pani peete hai tho aap ka pet swast hoga peettadosh balance hoga aur arthritis ki problem se bhi apko aaram milega. 
Iske alava doston apko Kabaj ki problem katam Karna chate hai yani ki  Constipation ko thik Karna chate hai tho basi muh gunguna pani peena bhout acha hai ase dero log hai jo Constipation se pareshan hai pure India me 30% log ase hai jo Constipation se Jude huhe hai pure World me 50% log hai jo constipation se pareshan hai  karan hai ki humara khanpan galat hota hai agar aap apne pet ko swast rakhna chate hai doston tho aap ko zaroor apko subhe uttkar basi muh gunguna pani peena chahiye doston pet karab hone par humari body kahi tarese indicat karti hai lekin Hum Log use nazar andaz karte hai ab jese ki apke sir me dard hai tho apke body apko indicat kar rahhi hai tho koi na koi gadbadi apki body me zaroor hai lekin sir dard ki case me humlog painkillers lete hai tho ekdum se humlog ko lagta hai ki sir dard thik hogaya lekin problem ko badti reheti hai ignore kardiya ab ye jo problem hai aur aage chalke apko Cancer jese bhimari se bhi samna Karna padta hai tho mere kehena matlab hai ki ek sir dard cancer me badal sakta hai. Ek Chota sa pet ka dard cancer me badal sakta hai painkillers mat lijiye bhimari yo ka ilaj jad se kijiye Ayurved se Jude rahe taki aap apni body ko hamesha swast rakhe aur ghar me hi bhimari yo ka ilaj karsake.

Comments

Multani Mitti face pack for men's

Multani Mitti face pack for men's

7 Bedtime Beauty Hacks To Follow For Glowing Skin

बेसन के इस्तेमाल से चेहरा इतना गोरा खूबसूरत कर देगा ये नुस्खा | skin whitening | gora hone ka upay