Multani Mitti face pack for men's

adHello friends,

Tho mai aaj batane wala hu ki          (Multani Mitti) ka Face pack Men's  ke liye kese use hota hai. 

Tho friends (Multani Mitti) ke bare mai apne suna hi hoga Multani Mitti ko प्रकृति ki  sabse achi Mitti mani jati hai Multani Mitti ke bhout se fayde hai aap ise apni zarurat ke hisab se laga sakte hai agar apke cheher par bhout adhik matra se Pimples nikal aye hai tho ise durr karne ke liye. 
 
 (Step-1) Aap 3chmach Multani Mitti ko saaf Pani mai beego ke aur thodi dher tak narm hone ke liye rak de. Jab Mitti narm hojaye tho usmai 1chmach limnu ka ras milake aur 3 se 4 bunde Tea Tree Oil ki dale aur is mixture ko apne Chere par lagaye. Aur ise sukh ne tak apne Chere par rakhane de. Phir thande pani se Chere ko wash karle ise nuskhe ko aap 1din chodkar 1din lagaye isse aapki sabhi Khil ya Muhase saaf hojayen ghe.

(Step-2) Mitti ko milk mai begokar 20min ke liye chod de. Ab 4 bhadam le aur uska pest banale aur Multani Mitti mila le. Ab ise pest ko apne Chere par lagaye aur 15 se 20 min ke baad apne chere ko pani se saaf karle. Ise ke alava agar aap apne Chere ko instant glowing bana na chate hai tho Multani Mitti ismei bhi kafhi madat karati hai. Is Face pack ko bana ne ke liye. Hamai chahiye Multani Mitti, Chandan powder, Tomato juice  in sabhi chijo ko mix karke uska pest banale aur apne face pe lagaye jab pack sukh jaye tho apne chere ko dhole. Ise upaye ko rozana karne se aap ke chere par alag hi Chamak  ajayegi. Agar apki skin oily hai tho Multani Mitti ismai bhi apke liye kafhi fayda hai daily Multani Mitti mai rose water mix karke chere par lagane se chere ka oil kam hota hai aur apke Chere par ek adbhut nikhar aata hai.


Comments

Post a Comment

Multani Mitti face pack for men's

7 Bedtime Beauty Hacks To Follow For Glowing Skin

बेसन के इस्तेमाल से चेहरा इतना गोरा खूबसूरत कर देगा ये नुस्खा | skin whitening | gora hone ka upay